Tumhe Jo Maine Dekha - Abhijeet, Shreya Ghoshal

Anu Malik

Tum Bhi Ho

Main Bhi Hoon

Pass Aao

To Kehdoon

Aakhir Kyon Pal Mein Yun Deewana Main Ho Gaya

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

Jo Hosh Tha, Woh To Gaya

Badan Ki Yeh Khushboo

Jagane Lagi Jadoo

To Hoke Bekaboo Dil Kho Gaya

Tumhe Jo Maine Socha

Tumhe Jo Maine Maana

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

Jo Hosh Tha, Woh To Gaya

Itni Kyon Tum Khoobsurat Ho

Ke Sabko Hairat Ho

Duniya Mein Sach Much Hi Rehti Hai Pariyon Se Bhi Zyada

Pyari Si Ladki Koi

Haan, Itni Kyon Bolo Haseen Tum Ho

Jo Dekhe Gumsum Ho

Dekho Na Main Bhi Hoon Khoya Sa Behka Sa Mujhpe Bhi

Chhaayi Hai Deewaangi

Tumhi Ko Maine Pooja

Tumhi Ko Chaha Paana

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

Jo Hosh Tha, Woh To Gaya

Badan Ki Yeh Khushboo

Jagane Lagi Jadoo

To Hoke Bekaboo Dil Kho Gaya

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

Jo Hosh Tha, Woh To Gaya

Tum Bhi Ho

Main Bhi Hoon

Pass Aao

To Kehdoon

Tumne Jo Dekha To Kya Jaane Kya Ho Gaya

Jaane Kyon

Rehti Hoon Khoyi Si

Jaagi Naa Soyi Si Ab Dil Mein Armaan Hai Saason Mein Toofan Hai Aankhon Mein

Khwabon Ki Hai Chandni

Haan, Jaane Kyon

Behka Sa Yeh Mann Hai

Mehka Sa Yeh Tan Hai

Chalti Hoon Itrake Ithlake Sharmake Balkhake

Jaisi Koi Raagini

Tumhe Jo Maine Samjha

Tumhe Jo Pehchana

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

Jo Hosh Tha, Woh To Gaya

Badan Ki Yeh Khushboo

Jagane Lagi Jadoo

To Hoke Bekaboo Dil Kho Gaya

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

Tumhe Jo Maine Dekha

Tumhe Jo Maine Jaana

同歌手歌词