Chand Sifarish

Jatin-Lalit

Subhaan allaah Subhaan allaah Subhaan allaah

Subhaan allaah Subhaan allaah Subhaan allaah

Valle Valle……,

Valle Valle……,

Valle Valle……,

Chaand Sifarish Jo Karta Hamari

Deta Woh Tumko Bata,

Sharm-o-haya Pe Parde Gira Ke

Karni Hain Hamko Khata,

Zidd Hain Ab Toh Hain Khud Ko Mitana

Hona Hain Tujhmein Fanaa,

Chaand Sifarish Jo Karta Hamari

Deta Woh Tumko Bata,

Sharm-o-haya Pe Parde Gira Ke

Karni Hain Hamko Khata,

Valle Valle……,

Valle Valle……,

Teri Adaa Bhi Hain Jhonke Wali Chhu Ke Gujar Jaane De,

Teri Lachak Hain Ke Jaise Daali Dil

Mein Utar Jaane De,

Aaja Baahon Mein Karke Bahana

Hona Hain Tujhmein Fanaa,

Chaand Sifarish Jo Karta Hamari

Deta Woh Tumko Bata,

Sharm-o-haya Pe Parde Gira Ke

Karni Hain Hamko Khata,

Subhaan allaah Subhaan allaah Subhaan allaah

Hain Jo Iraaden Bata Doon Tumko

Sharma Hi Jaaogi Tum,

Dhadakanen Jo Suna Doon Tumko

Ghabraa Hi Jaaogi Tum,

Hamko Aata Nahi Hain Chhupana

Hona Hain Tujhmein Fanaa,

Chaand Sifarish Jo Karta Hamari

Deta Woh Tumko Bata,

Sharm-o-haya Pe Parde Gira Ke

Karni Hain Hamko Khata,

Zidd Hain Ab Toh Hain Khud Ko Mitana

Hona Hain Tujhmein Fanaa.

同歌手歌词