Aasan Nahin Yahan

Arijit Singh

Woh..

Aasaan nahi yahaan aashiq ho jaana

Palkon pe kaanton ko sajaana

Aashiq ko milti hai gham ki saugaatein

Sabko naa milta yeh khajaana

Woh..

Baaton se aage, waadon se aage

Dekho zara tum kabhi ho..

Yeh to hai shola, yeh hai chingari

Yeh hai jawaag bhi

Woh..

Jismon ke peechhe bhaage ho phirte

Utro kabhi rooh mein ho..

Hota kya aashiq, kya aashiqhi hai

Hogi khabar tab tumhein

Woh.. yeah..

同歌手歌词