Saanwaria Saanwaria

A.R. Rahman

Music : A R Rehman作曲A R Rahman

Lyricists : Javed Akhtar作词Javed Akhtar

Saawariya Saawariya

Main To Hui Baawariya

Tune Mann Moh Liya

Saawariya Ho

Saawariya Saawariya

Main To Hui Baawariya

Tune Mann Moh Liya

Saawariya Ho

Uljha Sa Yeh Mann Hai

Sulgha Sa Yeh Tann Hai

Sapno Ka Saawan Hai

Naino Ka Aangan Hai

Chalke Mann Gaagariya

Saawariya Ho

Saawariya Ho

Saawariya Saawariya

Main To Hui Baawariya

Tune Mann Moh Liya

Saawariya Ho

Jo Tu Yunh Paas Aaya Hai

Jo Tu Yuhn Dil Pe Chaaya Hai

To Maine Kya Paaya Hai

Kaise Kahoon Haan

Kahin Dhadkan Ki Kaliyaan Hain

Kahin Sapno Ki Galiyaan Hain

Jo Mann Mein Rang Raliyaan Hain

Kaise Kahoon

Tu Jo Mujhe Aise Behkaaye

Kabhi Kabhi Mujhe To Badi Laaj Si Aaye

Bhooli Hoon Main Jaise

Apni Dagariya

Jabse Hai Dekhi Maine

Prem Nagariya

Prem Nagariya

Saawariya Saawariya

Main To Hui Baawariya

Tune Mann Moh Liya

Saawariya Ho

Tu Jo Mila Mujhe To Yeh Saara Sama Badal Gaya

Khilne Lage Phool Se Meri Raaha Mein

Phir Yunh Laga Mujhe Ke Yeh Dharti Nayee Huyee

Nayaa Ambar Hua Teri Aur Meri Chaaha Mein

Chanchal Hawa Taraana Koi Gaaye

Nadiya Bhi Koi Kahani Kehti Jaaye

Jabse Mili Sajana

Tujhse Najariya

Ho Gayi Hai Sudh Bhudh Ki

Mujhse Gathariya

Saawariya Saawariya

Saawariya Saawariya

Main To Hui Baawariya

Tune Mann Moh Liya

Saawariya Ho

同歌手歌词